INTRODUCTION : Hazrat Ghulam Nabi Mujadidi Naqasbandi
(r.a) was born Friday night in 1233 hijri (1819) in
a village LILLA Tehsil Pind dadan khan Distt, Jehlum
(Pakistan). According to the name of his village LILLA
he wrote with his name the word LILLAHI which means
the seeker of God (Ghulam Nabi Lillahi).
Initial Life : Hazrat Lillahi get their knowledge (ilmey zahri) from his father and red more books from Pishawar. At the time of getting Knowledge of Hadees Fiqa Hazrat Lillahi was much impressed by his teacher that the teacher gives hazrat all the responsibilities of Dars (school).
Bait (the teacher of spirit) and Khilafat
Hazrat
lillahi's Murshid (teacher in spirituality) name was
Hazrat Ghulam Muhay- ud- din Qasori Daym Hazori r.a
which was the a famous Khalifa of Hazrat Shah Ghulam
Ali Dehlvi (India). After getting bait hazrat Lillahi
was blessed with complete tariqa salook (the way to
see God) of Mujadidiya Naqasbandiya from his Murshid
pak. Hazrat Lillahi has tremendous thrill to meet his
God , therefore hazrat lillahi gets their reward in
about 7or 8 months from his Murshid.
His dargah is in Lilla Shariff and still now whoever go to his grave is blessed according to his thrill (istadad) from Hazrat Lillahi.

About
his Spirtual powers
About his love to Allah hazrat's murshid says , 'HAZRAT MOLVI GHULAM NABI WHO IS GREAT SEEKER OF GOD FROM LILLA NEAR BHERA, IN LAST MONTH HE CAME TO ME TO GET NISBATEY AHMEDIYA s.a.w , HE REMAIN BUSSY IN THIS METHOD FOR SIX MONTHS ABOUT HIS SEEK FOR ALLAH WHAT SHOULD I WROTE THAT HE IS UNMATCHABLE'

When hazrat lillahi was blessed with Muraqba Quran ( a stage of tariqat) from his Murshid hazrat lillahi feels so love to Holy Quran that he hifz the Quran in just six months.
MASNADEY IRSHAD(For preaching islam)
After getting Ijazat from Murshid , Hazrat lillahi starts his preaching and also preach the people who were the seekers of Allah. Some brilliant Seeker of Allah wrote some words for Hazrat Lillahi. Hakeem Abdur Rasool says ' FAIZEY BATIN KI WHO TASEER THI KE JO BANDA CHAND ROZ BHI MAJLISEY AQDAS MAIN AYA MUTAQI AUR PARHAIZGAR HO GAYA, JIS NEY AAP KE HATH PAR BAIT KI AUR TAWAJUHATEY KHASA SAY FAIZ YAB HOVA WOH ARIFEEN KA REHNUMA BAN GAYA, AAPKI KHIDMAT MAIN BHETNAY WALO KE CEHRON PAR AIK KHAS RONAQ AUR NOORANIYAT A JATI THI JISEY HAR AHLAY BASREET MAJLIS AAP KI TEHZEEB IKHLAQ AUR ISTIQA MAIN BEY MISAL HO JAYAT THAY, AAPKA KA CEHRA MUBARIK AFTAB KE MISAL CHAMKTA THA KALAM MAIN WHO TASEER THI KE KHIDMAT SEY UTHNAY KO JEE NAHI CAHTA THA'
MAMOLAT
:
Hazrat lillahi r.a gusal ke baad Tahjad ada farmatay usmain taveel qayam ke sath 12 rakat ada farmatay , aur quran pak ke manzil parhatay , tahajad sey farig ho kar talba (students) ko sabq parhatay , namazey fajar ke imamat khud farmatay uskay baad talbeeney haq(seeker of Allah) halqa band kar aap ke irad gird bhet jatay aap sb ko bari bari tawaju detay jo key tariqa naqashbandiya ka khasa ha , namazey israq ada farmatay, phir auliye karam ke zikar hota yeh majlis anwary rabbani aur barkat nabwi s.a.w sey pur hoti , goya ALLAH tala ka hazor aur musahida zahiri ankho sey dekh rahey hain ,

AQWALEY
ZAREEN:
1- Kuch auliya aisa hotay hain ke unko apni villayat ki khabar nahi hoti .
2- Aik jihad asgar ha aur aik jihad akbar , jihad akbar nafas ke khilaf jihad ha aur yeh auliya ALLAH ko hasil hota ha , jihad asgar sey zahiri jihad murad ha
3- Allah tala ke muhabat Murshid main zahir hoti ha ke ki Allah Tala ke zat be- choon ha , chon ke be- choon ke sath muhabat nahi ho sakti , isliye Murshid ko viseela banaya kewkey Murshid ke do janib sey munasibat ha , pas jis ko Allah ke muhabat ho gi , usko Murshid ke b mohabat ho gi.
4- Agar kisi shakas ka kisi aur peer sb ke mahfil main janey ka itifaq ho aur waha par halqa honay lagay toh waha sey nahi utna cahiye , agar usay apney peer ke gairat ka dar ho toh yeh khiyal karay ke jo faiz a raha ha who mere peer sb ke taraf sey ah raha ha
5-.A sufi who is much loved and praised by the people don't thing that he is the right sufi.
6- salook (the way to ALLAH) is a precious thing but to get it is very tough to get salook u should have these things
Muhabat (love to ALLAH) , exact thrill to Allah , and to accept kamal mukamal(murshid).
7- heart who is a peace of meat it contains a light , this light name is qalab , qalab's exact place is above the arsh when this qalab's light met the exact place of qalab its callaed Villayat.
8- The suhbat of Wahabi the most dangerous from the lion that lions killed in heaven and waheebs infected person goes to Hell.

KARAMAT:
1- Hazrat sb khana khanay ke sath pani nahi peetay thay , balkay zuhar ke baad peetay thay aik khadim mamool ke mutabiq aap ke liye pani ley kar aya toh aap ney peenay sey inkar kar diya aur farmaya ke yeh pani mukdar (maskook) ha koi aur shakas pani laye chunacay dosra khadim pani laya toh aap ney pee liye , pehalay khadim sey waja poochey toh usnay bataya ke rastay main mere nazar aik aurat (women) par par gaye thi.
2- Aik dafa barish ke bandish hovie aur loog duva ke liye app key pass hazir hoviey farmaya masjid ko garay (mati aur pani ko mila ka) sey leep do , logo ney araz ke talab(water well) khusak ha ismain garay hi nahi leep kaisay karain gain , farmay Allah tala itini barish kar ke gara ban jaye , logo ney araz ki kay zaida barish ke liye duva farmayen , farmay phir tum loog apnay kam main lag jao , garz itni barish hovie ke gara ban gay jab masjid leep di toh khub barish hovie
3- Aik martaba aap ney logon sey farmaya ke apnay kartoot darust karu aur gunaho sey toba karo warna muskil waqat anay wala ha , gihon ke sath ghin bhi pis jata ha , ham bhi tumharey sath hain magar kisi ney khiyal na kiya , akhir haezey ke waba pheeli aur har roz qasba ke 70-80 loog marnay lagay , aap ke chutay farzand SAHIBZADA GUL MUHAMMAD SB ka bhi intikal haezey ke bemari sey ho gaya , ab loog hazir hoivey aur toba karnay lagey farmaya aisay nahi balkay fala falan fasiq ha unsey toba karwao ya un sey qata talaq ho jao lihaza unsey toba karwai gaya phir aap ney duva farmaye aur uskay baad koi is waba main beemar na hova jo beemar thay who theek ho gaye.

WISAL (WAFAT)
20 rabi ul awal baroz itwar suba farmaney lagey ke aaj hazrat qasoori r.a ko dekha ha shayed leenay aye hain , us din suba ka halqa taveel tha , iskay baad Hazrat Qasoori r.a ke wifat ka qisa , auliya ke wafat aur unki hayatey daimi ka zikar farmatay rahey, tamam mamoolat hasbey sabiq ada farmaye , din ko ghar gaye toh poton (grand sons) ko bola
kar unko pyar farmaya , din ko aram thori deer hi farmaya , khadim Muhammad din sey miswak talab farma ka miswak farmaney lagey , Moazan sey farmaya ke jaldi azan shoro karo aur azan ka jawab deney lagey , jab Moazan ASHADU ANNA MUHAMMADAR-RASOOL ULLAH s.a.w par phuncha toh uska jawab deta hoviye peechay ko juktay gaye aur farash par leet gaye aur usi waqat jan Allah tala ke supard farmaye ,
Ajj bhi aap ke mizar shariff par aapka faiz jari o sari ha, Aap key Mojoda Sajada Nasheen Hazrat sahibzada Khawaja Muhammad Matloob Ur Rasool sb hain , aap ke suhabat main aaj b Talibeeney Haq Salookey Mujadidi ke lazat pa rahey hain , Majoda hazrat sb main Mashallah who tamam kamalat majood hain jo Hazrat Ghulam Nabi Lillahi main majood thi goya Hazrat Ghulam Nabi Lillahi Ka faiz Qibla Hazrat Matloob ur Rasool sb ke shakal main aaj b ham main majood ha
Wali Allah Lilla Sharif
ReplyDelete